Manzil unhi ko milti hai
Manzil unhi ko milti hai, Jinke sapno mein jaan hoti hai .
Pankh se kuchh nahi hota, Hauslon se udan hoti hai .
++++++++++++++++++++++++++++++++++
Tajmahal Banva Diya
Bhagwan ne insan ko kya se kya bana diya .
Kisi ko kavi to kisi ko katil bana diya .
Do phoolon ka wajan na utha sakti thi Mumtaz .
Sahjahan ne uske liye tajmahal bana diya .
++++++++++++++++++++++++++++++++++
Nahi Milta
Har raahi ko mann chaha mukaam nahi milta .
Jisko jee bhar pyar kar sake wo insaan nahi milta .
Aasma ke sitaron ki tarah hamare armaan bhi bikharte rehte hain .
Jo apne dil mein hamein jagah de sake wo meharbaan nahi milta .
++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++
Aankhon mein khushi
Aankhon mein khushi, labon par hansi, Gham ka koi naam na ho .
Aapko jahan ki saari khushiyan mile, in khushiyon ki kabhi sham na ho .
+++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++
No comments:
Post a Comment